ch_mbs91
Noor Friends
:January 02, 2010, 03:10:36 PM
 Oman
Posts: 1
Activity
|
 |
« Reply #2 on: January 02, 2010, 03:10:37 PM » |
|
mujhe lagta hai k waqt nikalta ja raha hai,hum ek mint k liye sochain tu sahi hum nay islam k liye kya kiya hai ab tak,,,.ab moqa mila hai tu humain chahiye k internet or tv channels k through hum ummat-e-muslima ki madad karain,,,,kyon q in angraizon say hum lar tu nahi saktay hamain un ko yeh bat samjhani ho gi k islam kiya hai..hum andhahy nahi hain k dekh na sakain iraq main kya ho raha hai,falesteen main kya ho raha hai,azad kashmir main kya ho raha hai,,,,yeh sab ko pata hai k batil kis taraha zulum kar raha hai hamaray behan bhayyo payy...ab waqt a gaya hai k ummat ko mutahid ho gar batil ka samna karna ho ga,,,,,
|